Why Not Me? – 2: The Pain of One-Sided Love (Hinglish)

Publisher:
Harper
| Author:
Anubhav Agarwal
| Language:
English
| Format:
Paperback
Publisher:
Harper
Author:
Anubhav Agarwal
Language:
English
Format:
Paperback

194

Save: 35%

In stock

Releases around 07/10/2024
Ships within:
This book is on PRE-ORDER, and it will be shipped within 1-4 days after the release of the book.
Note :
Price and release dates of pre-order books may change at the publisher's discretion before release.

In stock

Book Type

ISBN:
SKU 9789362131652 Categories , Tag
Page Extent:
328

Dil tootne ka dard, shabdon mein bayaan nahi kiya ja sakta.

Duniya ki sabse berehem, sabse zaalim cheez hai dil ka tootna. Anubhav kabhi soch bhi nahi sakta tha ki Zoya ke saath break-up ke baad kitna dard hoga, kitna woh tanhayi ke andhere mein doobta chala jayega.

Par kismat bhi kya cheez hai … Jab Anubhav apne dil ke tukdon ko jodne ki koshish kar raha tha, tab Saloni ne uski zindagi mein aa kar usey phir se jeena sikha diya. Ek chhote se ‘Hi’ se raat-raat bhar calls tak ka safar, aur dekhte-hi-dekhte, woh anjaan shaqs jaan ban gaya.

Why Not Me? – 2 ki kahani wahi se shuru hoti hai jahan Why Not Me? khatm huyi thi. Iss kitaab mein, Anubhav ne apni zindagi ke naye chapter ke baare mein likha hai. Magar kya iss baar muqammal ho payegi Anubhav ki mohabbat, ya iss baar bhi adhuri reh jayegi? Woh kehte hain na, yeh ishq nahi asaan bas itna samajh lijiye, ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai.

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Why Not Me? – 2: The Pain of One-Sided Love (Hinglish)”

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Description

About Author

Anubhav Agrawal is a voice of millions of broken hearts. He's an author, poet, storyteller, influencer and mental health advocate based in Noida, India. He is famous for his poetry with black background, texts floating over it and his voice-over, which has made people fall in love with his content. His advice on relationship and life issues has helped millions of people overcome their problems.

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Why Not Me? – 2: The Pain of One-Sided Love (Hinglish)”

Your email address will not be published. Required fields are marked *

RELATED PRODUCTS

RECENTLY VIEWED